40 Beautiful Gulzar Quotes, Shayaris, and Poem

Share on:

Without the beautiful words of Sampoorn Singh Kalra or Gulzar Saab, Bollywood is not what you know it to be. Gulzar quotes, Shayari, poems, and poetry have been cherished by audiences for decades now and have made him one of the most popular and acclaimed writers in India. He is one of the very few artists in India to have won an Oscar for Slumdog Millionaire’s song ‘Jai Ho’. He is a Padma Bhushan Award winner, Grammy Award winner, Academy Award holder, and a list of recognition he received!

Gulzar lyrics have been making Bollywood films and songs more meaningful and magical for almost six decades now. He has worked with filmmakers, music directors and actors for generations after beginning his career as a song writer in 1963. He also wrote lyrics for some of the most loved and evergreen Bollywood songs of films as a dialogue writer. par excellence.

In this article, we have collected some of his most popular and profound poetry lines, which will surely take your breath away!

We are presenting you the best quotes, poems and poetry of Gulzar Saab.

List of Beautiful Gulzar Quotes, Shayaris and Poem

1. “Aaina dekh kar Tasalli hui, Hamko is ghar mein jaanta hai koi.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-01
Gulzar Quotes Shayaris Poem

2. “Dil mein kuch jalta hai, Shayad dhuan dhuan sa lagta hai.
Aankh mein kuch Chubhta hai, Shayad sapna koi sulagta hai.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-02

3. “Aane wala pal jane wala hai.
Ho sake toh isme, Zindagi bita do,
Pal jo yeh jaane wala hai.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-3

4. “Zulf mein phansi hui khol denge baaliyaan.
Kaan khinch jaaye agar, Kha lein meethi gaaliyan.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-04

5. “Tere jaane se toh kucch badla nahin.
Raat bhi aayi thi aur chand bhi tha.
Haan magar…neend nahin.” 

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-05

6. “Jeene ke liye socha hi nahi. Dard sambhalne honge.
Muskuraaye toh muskuraane ke Karz utarne honge.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-06
Gulzar Quotes Shayaris Poem

7. “Milta toh bahut kucch hai Iss Zindagi Mein. Bas hum Ginti usi ki karte hain, Jo haasil na ho saka.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-7

8. “Shart lagi hai mar jaane ki
Jeena hai toh pyaar mein
Deh kahin bhi ho mera
Jaan rakhi hai yaar mein.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-08

9. “Umr Kehti hai, Ab Sanjeeda hua jaaye, Dil Kehta hai, Kucch Nadaaniyaan aur sahi.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-09

10. “Aisi uljhi nazar unse hatt ti nahi,
Daant se reshmi dor katt ti nahi.
Umra kab ki baras ke safaid ho gayi;
Kaari badari jawani ki chattti nahi.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-10

11. “Main uske roop ka shehdaai,
Vo dhoop chhanv se harjaai,
Vo shokh hai rang badalta hai,
Main rangroop ka saudaai.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-11

12. “Taqleef khud hi kam ho gayi, Jab apno se umeed kam ho gayi.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-12

13. “Aaj ki raat yun thami si hai, Aaj phir aapki kami si hai.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-13

14. “Bahut andar tak jalaa deti hai, Woh shikaayatein jo bayaan nahi hoti.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-14
Gulzar Quotes Shayaris Poem

15. “Manzilein se Gumrah kar deta hain kucch Log.
Har kisi se Raasta poochna accha nahi hota.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-15

16. “Bahut mushkil se karta hoon, Teri Yaadon ka Karobaar. Munafa kam hai, Par Guzara ho hi jaata hai.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-16

17. “Aansu jo rukne lage hain.
Aankhon mein chubhne lage hain
Naya dard do koi, toh ro lein.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-17

18.  “Mein har raat sari Khwahishon ko khud se pehle sula deta hun,
Magar roz subah yeh mujhse pehle jaag jaati hain.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-18
Gulzar Quotes Shayaris Poem

19. “Dil hain to phir dard hoga, Dard hai toh dil bhi hoga, Mausam guzarte rehte hain.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-19

20. “Waqt rehta nahi kahin tik kar, Aadat iss ki bhi aadmi si hain.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-20

21. “Kaun kehta hai hum jhooth nahi bolte, Ek baar khairiyat toh pooch ke dekhiye.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-21

22. “Naraaz humse khusiyaan hi hoti hai, Gamaon ke itne Nakhre nahi hote.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-22

23. “Ae Zindagi, gale laga le.
Hum ne bhi tere har ik gham ko,
Gale se lagaya hai na.”

40 Beautiful Gulzar Quotes, Shayaris, and Poem 1

24. “Lagta hai Zindagi Kucch Khafa Hai.
Chaliye Chhodiye, Kaunsi Pehli Dafa Hai.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-24

25. “Socha na tha zindagi aise.
Phir se milegi, jeene ke liye.
Aankhon ko pyaas lagegi,
Apne hi aansu peene ke liye.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-21

26. “Tere bina zindagi se koi Shiqwa toh nahi.
Tere bina zindagi bhi lekin, Zindagi toh nahi.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-26
Gulzar Quotes Shayaris Poem

27. “Thoda sa rafoo karke dekhiye na, Fir se Nayi si lagegi. Zindagi hi toh hai.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-27

28. “Jhoothe tere waadon pe baras bitaaye.
Zindagi toh kaati, Ye raat kat jaaye.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-28

29. “Saath saath ghoomte hain Hum dono raat bhar… Log mujhe Aawara, Aur usey Chand kehte hain.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-29
Gulzar Quotes Shayaris Poem

30. “Kucch alag karna hai toh Bheed se hatt ke chaliye.
Bheed sahas toh deti hai, Magar Pehchan cheen leti hai.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-30

31. “Woh bulandi kis kaam ki janaab, Insaan chadey aur Insaniyat utar jaaye.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-31

32. “Kabhi toh chaunk ke dekhe koi hamari taraf,
Kisi ki aank mein humko bhi intezaar dikhe.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-32

33. “Thoda hai thode ki zarurat hai, Zindagi phir bhi yahaan Khoobsurat hai.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-33

34. “Humne akshar tumhari raahon mein ruk ruk kar apna hi intezaar kiya.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-34

35. “Maut, tu ek kavita hai, EK kavita ka waada hai, Ek din milegi mujhe.”

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-35

36. Milana To Bahut Kuchh Hain Is Zindagi Me, Bas Ham Ginati Usi Ki Karate Hain, Jo Hasil Na Ho Saka..

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-36

37. Main Har Raat Ki Khwahishon Ko Khud Se Pahale Sula Deta, Hun Magar Roz Subah Ye Mujhase Pahalae Jaag Jati Hain..

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-37

38. Maine Dabi Aawaz Me Puchh? Mohabbat Karane Lagi Ho? Nazare Jhuka Kar Wo Boli! Bahut.

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-38

39. Kuchh Alag Karana Ho To, Bheed Se Hat Ke Chaliye, Bheed Sahas Deti Hain, Magar Pahachaan Chhin Leti Hain..

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-39

40. Koi Puchh Raha Hain Mujhse Meri Zindagi Ki Kimat, Mujhe Yaad Aa Raha Hain Tera Halke Se Muskurana..

Gulzar-Quotes-Shayaris-Poem-40

You may also like: Lord Krishna Quotes

Apart from 5 National Awards, 21 Filmfare, Sahitya Akademi Awards, Dadasaheb Phalke, and Padma Bhushan besides Oscars award winner, Gulzar is one of the most respected actors in Bollywood. His works and Gulzar quotes continue to fascinate audiences even today, as they did six decades ago.

His beauty in his lines and his imaginations make him one of India’s most sought-after lyricists and poets. His unmatched writing reaches the deepest end of your heart and enchants your soul. Such is the magic of Gulzar Saab’s writing!

The way Gulzar Saab manages to give life to the feelings and emotions of people, no one else can. His impact on people’s lives through his writing is such that he always wants more from them. His lyrics, poetry, nazm, and Gulzar quotes are engraved in the hearts of people and his greatest achievement is that his writing is meaningless. He touches hearts as no other poet does. He has written some of the best lines in Indian cinema and the world still wants him more!

Thanks for reading beautiful Gulzar quotes, poems, Shayari, or songs. Share these quotes with your friends and loved ones.

Leave a Comment

x